Sunday, November 10, 2013

tanhai

Shaam ho patjhad ki,
Ye zindagi ka aalam h,
Murad ho puri,
ASA nahi koi rasta h,
Hare baithe ho khud se,
ilzam zindgi pr lgaate h,
Madhim PD gai h zindagi ki ye saans,
Lgaae kis se vapasi ki aas

Published with Blogger-droid v2.0.10

Friday, September 20, 2013

Saturday, March 16, 2013

jiyo ki tum tum ho....

kaisa lagta h jab koi na kare pyar tujhe,
kaise lagta h jab koi na rakhe samhal tujhe,
kaisa lagta hai jab tum daldal me ho or ek bhi hath tum tak ata na ho,
kaisa lagta hai jab tuhare hi charo or ek na tootne wali bandish ban gai ho,
kaisa lagta hai jab tum dukhi ho or haskar padta ho dikhana,
kaisa lagta hai jab tum unmukt hona chahte ho or aavran se odhae jate ho,
kaisa lagta hai jab tum sab achchha chahte ho or khud tumhare sath bura ho jae,
kaisa lagta hai jab tumse tumhara astitva har pal har minute chheena jata ho,
kaisa lagta h jab tum khud ke dum par jeena chahte ho or tumhara dum hi tumse chheen liya jata hai,
bas asa lagta hai k tum ho,
lagta h ki kyu ho par ho,
asa lagta hai na hone ki jaddojehad me hone ki parakashtha zyada mahtvapurn h,
kya fark padta h kisi ko ki tum ho ya nahi par kyuki tumhe hona tha or is hone ko koi tal na saka islie tum ho,
to jiyo k khula hai aasman tere lie,
to jiyo ki gate h panchhi tumhare lie,
to jiyo ki is prakriti ke kan-kan me basi sugandh hai tumhari,
na jana phir vo mile na mile,
log tumhe mane na mane par tum ho kyuki tumhe hona hai , hona tha, or agey bhi hona sunischit hai

Friday, January 25, 2013

गणतंत्र की आस्था

गणतंत्र की आस्था 

स्वाभिमान की स्वतंत्रता को नमन करती हूँ ,
इस स्वतंत्र भारत के गणतंत्र को नमन करती हूँ,
मिली एक संस्कृति हमें, मिला एक संविधान हमें ,
आस्था विश्वास की परिणिति है कि इस पर विश्वास है हमें ,
भारत हम से और हम इस हिंदुस्तान से,
सुबह के सूरज से लेकर शाम के चाँद की बात हो जैसे,
प्रकाश एक सा, दंभ एक सा ,मन एक सा ,स्नेह एक सा ,
अलग है जाति और अलग धर्म है फिर भी हम सब का देश एक सा ,
शुक्रिया
सस्नेह
निशु गुप्ता