Saturday, July 19, 2014

bobby jasoos

Aaj bobby jaasoos dekhi
Ho skta h kafi logo ko pasand na ayi ho or na aye pr mujhe kafi strong elements nazar aaye.
Pta nhi kyu m movie bina dimag lgaae dekh nhi skti hu ... kahaani ka suspense bhi bda zbrdast h ..akhir tk bandhne wala halanki patkatha ki gati shithil h pr dheeme hone k baavjood bhi m usay chupchap dekh rhi thi ...sbhi ne apni or se acha prayas kia...
Kahani h ek ladki or uski ichchhaon ki
Kahani h ek beti or pita k bich khichtaan ki
Kahani h antardwandva ki
Kahani h is sawal ki k agar koi ldki vyaktiwaadi h to iske samajik sarokar kya rhenge
Or agr vo apne kaam se bahut pyar krti h to samaaj usay baar -2 nichi nzr se kyu dekhegaa
Bdhiya movie

No comments:

Post a Comment