Saturday, July 19, 2014

kuchh gumi si h

Hawaon me hr taraf gami si h
Nhi shayad gami hi h
Na malum kon sa waqt h ye
Pr is samay hr koi dukhi hi h
Jidhar jaati hu agey bdhte hue
2-4 hath bulaate h unko sun ne ko
Jaati hu ki kuchh shi ho skega
Phir pati hu k ankho me unke ab b nami si h
Is sb me khud ko bhulna pdta h
Mujhe kya dukh h sochna pdta h
Jb yad ata h to kuch kr nhi paati
Yu dusro ko sun ne phir nikalna pdta h
apni sun nhi paati
Unki sun ni pdti h
Kyuki apni se zyada unki kahani me gami h
Nishu

No comments:

Post a Comment