Aaj tk k pauranik sandarbho ko maddenazar rakhte hu main
Ek mard aur aurat ke visham paristithio ka manovigyan hetu is nishkarsh par pahuchi hun ki....
Bhautiktavaadi lakshya rahe ho ya aadhyatmik poornata ka rukh...sarvpratham to ek aurat ko ek baadha ke roop mein dekha jata hai or antata: yadi ye safalta arjit ho bhi jae to us aurat ko chhod dia jata hai or vilasita hetu kisi or ko apna lia jata h.. Ye purush dambh hai ya charitrik manovritti?? Usi ke ulat aurat apni safalta mein ya lakshyo ki poornata mein bhi us mard ke prati utni hi sahaanubhootiparak bni rahti hai.. Usay apna ishwar maankar poojti hai..apni vyaktigat satta ka hanan hone deti hai or charitrik hanan ka lanchhan har bar batorti hai

No comments:
Post a Comment