Sunday, July 20, 2014

udaan mil jae mujhe

hawao me titliyo ki tarah udna pasand h , machli ki trah samandar ki gahraiyo me utarna pasand h ,yu bandhan bahut h pr mujhe ye bandhan todna pasand h ,akash ki anantata ko khojna pasand h, bs vo ek udaan mil jae mujhe

No comments:

Post a Comment