Saturday, July 19, 2014

ye bhi kuchh guru

Hum sochte hai ki vo guru h hmare,
denge hume moksh,
pahuchaenge us paramsatta ishwar tak
par tab kya jab vo hume apne anuyayi bnakar pahle hmare dimag ki tarango ko or phir ghr ki betiyo ki asmat loot lete hain
hae duhaiiiiii hae duhaai... Hinhe hum apne man me or mandir dono me basate hain
ishwar se uncha sarvsreshth sthan dete hain
vo hume coco cola samajh k pi jate h
phir bhi unki saakh me ko kami nhi aati kyuki chamatkaro ki duniya hi sbko bhaati..
Feeling bad and annoyed

No comments:

Post a Comment